Blue mood

hare bhare vriksh per
achank se vajrapaat ho
to kaisa dikhega...?

ek sunder se ghar pe
tadit ka aaghat ho
to kaisa dikhega...?

kabhi aise vrikhs se do-char hua hai?
kabhi khandhar se sakshatkaar hua hai?

haan!
to phir se dekho.
jab apni drishti failaoge,
to meri tasveer bhi paoge.

nahi!
to meri tasveer dekh lo.
vajrapaat kya hai, jaan jaoge,
shayad pralay bhi pahchaan jaoge.

4 टिप्पणियाँ

Make A Comment

sumeet parmar said...

kya baat hai bhikash cha gaye :d


Nutty said...

I am quite alright .. I thank you vikash. how you been??.. heard its been poring in bombay.. all well with you?? I am bit busy thats all. Tc


divas!!! said...

i loved it meri tasveer dekh lo vajrapaat kya hai jaan jaoge.. so true :P


V Gupta said...

Lagta hai ab "Aurora Borealis" ke din phirne waale hain. Keep writing... Nice one

Post a Comment


  • मेरे बारे में

    My Photo
    विकास कुमार
    मैं एक स्वप्नद्रष्टा हूँ. हर वक्त सपने देखने का साहस करता हूँ और उन्हें सच मानने की मूर्खता. मुझमें असंभव की आकांक्षा है और मैं जीवन के अध्ययन में प्रयत्नरत हूँ.
    View my complete profile
top